Bang Bang Lyrics- Poet Shaf
Bang Bang Lyrics. Bang Bang is the most recent Poet Shaf song and music is composed by Karan Kanchan. Bang Bang Lyrics are penned by Poet Shaf. Bang Bang features Poet Shaf. This song is published under the label of KaanPhod Music.
Bang Bang Song Detail
Song: Bang Bang
Singer: Poet Shaf
Lyrics: Poet Shaf
Music: Karan Kanchan
TV Show: MTV Hustle 03
Label: KaanPhod Music
Bang Bang Lyrics
Sur De Banawa Main Flow
Aaj Bhi Pyaasa Hai Crow
Basti Main Woh
Balak Hai Jo
Woh Aaj Bhi Sunta Mere Gaane Aur Karta Hai
Bang Bang Bang Bang
Woh Karta Hai Bang Bang
Woh Karta Hai Bang Bang
Woh Karta Hai Bang Bang
Bang Bang Bang Bang
Bang Bang
Sur De Banawa Main Flow
Aaj Bhi Pyaasa Hai Crow
Basti Main Woh
Balak Hai Jo
Woh Aaj Bhi Sunta Mere Gaane Aur Karta Hai
Bang Bang Bang Bang
Woh Karta Hai Bang Bang
Woh Karta Hai Bang Bang
Woh Karta Hai Bang Bang
Bang Bang Bang Bang
Lyrics Yaad Nahi Mujhe
To Phir Freestyle Kare Kuch Baat Aa
Ikka Bhai Khade Sar Ye Hila De
Ye Hip Hop Hai Meri Jaan
Ye Saugat Oh Oh
Dee Mc Jo Dikh Rahi Raani Si
Meri Jaan Ye Kahani Bhi Hai Khaas Haan
Badshah Jab Tareef Kare Gaane Ki
Aur Kaafila Ka Gaade Jab Woh Verse Ja
Kabhi Ruka Nahi Jhuka Nahi Baat Hai
Dino Bhai Meri Jaan Ab Raat Hai
Paer Chhun Ke Main Lelun Ashirwad Ji Haan Aisi Meri Kuch Zaat Hai
Aur Phir Khada Epr Dede Mujhe Haat Lagale Gale
Meri Jaan Ye Woh Waqt Hai
Tumne Socha Ki Kya Main Karunga
Freestyle Meri Jaan Zid Raat Mein
Apni Baate Kabhi Kari Nahi Jana
Meri Jaan Main Zindagi Diwana
Jab Woh Likh Rahe Thae Paper Pe
Maine Tab Yuhi Banaya Gaana
Meri Jaan Ye Aankho Mein Jayegi Hazar Do Meri Jaan Bhul Paye Nahi
Mere Jaisa Ye Artist Milega Nahi Kahin Ye Zindagi Jo Jayegi
Poori Hustle Team Shukriya Mujhe Lane Ko Yahanpe
Issi Liye To Dekh Lenge Woh Freestyle Hota Hai Kya
Meri Jaan Aisi Zubaan Mein
Main Karta Nahi Hoon Hip Hop Meri Jaan Woh Kahe Ki Main Hoon Pop
Woh Kahe Ke Karta Ye Rock
Par Main Bas Karta Hoon Groove
Music Jab Aati Toh Lagta Maaza
Jaana Woh Lagta Ki Jayegi Jaan
Manch Ye Mera Ye Hai Khuda
Ho Sake Toh Phir Lauta Mujhe Yahan
Ghar Wale Bole Aisi Baate Thik Nahi
Meri Jaan Zindagi Karegi Beep Nahi
Aaja Lele Meri Video Tu Jaan
Jaanle Ye Zindagi Hoti Hai Ajeeb Nahi
Ye Beparwa Nahi Main
Meri Jaan Khudgarz Nahi Main
Ek Baat Nazdeek Aake Bolun
Meri Jaan Ye Jo Fark Nahi Hai
Jitne Baate Apne Boli Sab Yaad Mujhe
Lenge Seriously Shayad Na Woh Mujhe
Par Baal Lambe Rakhe Kyunki Baap Bola Kat De
Par Woh Katna Nahi Hai Mujhe
Yeh Kyunki Sari Baatein Zaat Thi
Ye Khuda Janta Hai Meri Raat Din
Maine Chhod Diya Sab Khuchh
Nahi Maine Suni Aapno Ki Aawaz Bhi
Kyuki Unhone Kahan Ye Ladka Kharab Hai
Tabhi Maine Leli Sabki Hi Jaan Hai
Jankaari Ke Liye Kehdun Ye Freestyle Ye Hota Nahi Aam Hai
Come On Make Some Noise This Is Poet Shaf
Pehle Time Se Tujhe Dekha Toh Ye Laga Ki
Meri Jaan Tu Hai Mano Apsara Koi
Ye Hai Mera Show Meri Destiny
Oh My God Black Dress Mein Kya Dikh Rahi
Tu Ashique Nahi
Meri Jaan Tu Hai Pyaasi Nahi
Thoda Baith Ke Bataye Tujhe
Ahh Dil Par Ye Raazi Nahi
Keydan Jaisa Confidence Mujhmein Bhi
Par Ghar Se Hai Toka Kai Baar
Bola Ki Tu Ladka Nalayak
Iss Liye Shayad Aata Aitbaar Nahi
Par Main Janta Akhbar Mein Ek Din Mera Naam Hoga Yaar Ve
Aur Sir Aapke Sath Ek Din Colab Aur Woh Bhi Apne Haq Se Luga Yaar Main
Watch Bang Bang Poet Shaf Video Song
Bang Bang Song FAQ
Poet Shaf has written the lyrics of “Bang Bang “.
Poet Shaf has sung the song “Bang Bang “.
The music video of “Bang Bang” features Poet Shaf.
Bang Bang song composed by Karan Kanchan.