Diya Lyrics – Diya Album| Abdul Hannan

Diya Lyrics : Diya Song from Diya Album. This song is sung by Abdul Hannan And Music is Composed by Shahmeer Raza Khan. Diya Lyrics are penned by  Abdul Hannan. Diya Album song Diya is published under the label of  Abdul Hannan.

Diya Lyrics

Diya Diya Album Song Detail

Song: Diya
Album: Diya
Singer: Abdul Hannan
Lyrics: Abdul Hannan
Music: Shahmeer Raza Khan
Label: Abdul Hannan

Diya Lyrics in English

Talaash mujhay hai
Chand ujaalon ki
Kia hai tu samajhti ye
Kashmakush meri

Dhundla sa mera jahan
Tanha kyun lagay yahan

Man mei jo rehtay hain ghum kay andheray
Aa jala de ye diya
Khud mei jo behta hu aa tu bacha le
Tu hi marz ki dawa
Meri jaan meri jaan meri jaan
Meri jaan, meri jaan
Tu raazdaan raazdaan raazdaan
Meri jaan

Meri aankhon ki nami
Dekhay tu kyun na kabhi
Umeedayn tum se juri
Tum se kia hai chupaani
Sun le meri zubaani
Khud se jo guftugu meri

Jheena to zara sikha
Raasta mujhay dekha

Man mei jo rehtay hain ghum kay andheray
Aa jala de ye diya
Khud mei jo behta hu aa tu bacha le
Tu hi marz ki dawa
Meri jaan meri jaan meri jaan
Meri jaan, meri jaan
Tu raazdaan raazdaan raazdaan
Meri jaan

Man mei jo rehtay hain ghum kay andheray
Aa jala de ye diya
Khud mei jo behta hu aa tu bacha le
Tu hi marz ki dawa
Meri jaan meri jaan meri jaan
Meri jaan, meri jaan
Tu raazdaan raazdaan raazdaan
Meri jaan

Watch Diya Zoya Hussain & Armaan Ralhan Video Song

Diya Diya Album Song FAQ

Who wrote the lyrics of “Diya” song?

Abdul Hannan  has written the lyrics of “Diya”.

Who is the singer of “Diya” song?

Abdul Hannan has sung the song “Diya”.

Who composed the music of “Diya” song?

Diya song composed by Shahmeer Raza Khan.

You may also like...